How to install viglink

Saturday, August 13, 2016

Padhai me man kaise- lagaye top 10 best tips for study

Padhai me man kaise lagaye

Hello dosto mai aapka apna Samrat Raj Phir laya hu ek naya post Aaj kal kuch students ko dikkat hoti hai ki kaise Padhai me man lagaye. Don't worry Mai aaj aapko batunga ki kaise Padhai me man lagay ja sakta hai. Niche kuch Easy Steps ko follow kare aur Aapko pakka Kamyabi milegi. Agar phir bhi aapki Problem Slove nahi hoti to niche comment kare ya Email kare mypakoli@gmail.com par aur aapki problem 24 ghante me slove hogi. ( Kuch time me hum Customer care no Update karenge jisse aap humse contact kar sake).Padhai me man kaise lagaye. padhai me kaise conctrate kare
//graizoah.com/afu.php?zoneid=3564102

Free Recharge of Rs 25 Click here(Free Recharge based on Luck))

Man Fresh Rakhna chaiye

Padhia me Humesha Important hoti hai ki Mind Fresh rakhna chaiye. Agar aapka Mind Fresh Nhi hoga to aapka Padhai me Man nhi lagega. Mind Fresh rakhn Ke liye daily Bathing ( nahana) Kare aur padhai start karne se pahle Head( maathe) par water (paani) daale. Aap Koi bekar baat na soche. jab bhi man me bekar khyal aaye Apne aap ko sambhale. Padhai me man kaise lagaye. padhai me kaise conctrate kare

Right time table rakhe
aksar students kuch jaayda hi josh me aa jaate hai aur Josh me Time-table par dhyaan hi nhi dete hai. Time-table ek aisa word hai jiske bina Lagta hi nhi ki duniya hai kyuki duniya me sabhi kaam time-table par hi hote hai. isliye apna Time-table banaye ki aapko kab kab padhna hai. Dekhiye padhai agar 2 hours hi ki jaaye but dhyaan laga kar ki jaaye to Aap Apne class,college,school,coaching me sabse Tej bacche ban jaayenge. sabhi teachers aapki taarif karenge aur to aur Aapke mother and father khud bhi aapki taarif karenge. aur in sabme  jaruuri hai time-table isliye Time-table banaye aur isse apne room me chipka dijiye.

Khud ko kabu kare
Padhai me Ye point bhi sabse Important hai Khud ko kabu me rakhna. kyuki normally Students Padhai karne baithte hai to 2 hours padhte hai ya 2 days padhte hai uske baad  Students ko normally  Padhai se man hat jaata hai. Kuch students jinke pass mobile phone hota hai. uski wajah  se students Focus nhi kar paate hai. isliye Padhai karne waqt Moile phone ko khud se dur rakhe kyuki jab tak mobile aapke pass rahega tab tak aap sochiyega  Ki thore time ke liye mobile karte hai. but ye galat hai.aap sirf thore time open karenge but  thora sa time ho jaane ke baad. aap sochenge ki thore der baad padhenge. isliye khud ko kaabu me rakhe aur mobile ya smartphone ko khud se dur rakhe. Aap Chahe to mobile ko apni mummy ko de de aur nhi to kisi secure jagh par smartphone rakh de. is tarike se aap khud par kaabu paa lenge.

Yoga Badhati hai Body movement 

Yoga daily karne se Bones to strong hoti hi hai sath hi Mind Ekdum Khula mahsus karta hai. Yoga Body movement Power ko badhati hai. jisse Man me Laziness (aalas) Nhi aata hai aur hum apne dusre kaam ke saath-saath Padhai me bhi dhyan laga sakte hai. aap kuch Yoga Apps ko apne andorid smartphone Me Install kar sakte hai. Jisse aapko help milegi ki kaise yoga kare.Lekin yaad rahe 1 ghante se zyaada yoga na kare ye aapke liye harmful ho sakta hai.
Padhai me man kaise lagaye. padhai me kaise conctrate kare
Click here and get Free 32 GB SAMSUNG MEMORY CARD(Its luck by chance)
East( poorv) ki tarf padhe
Scientific Research se ye paaya gya hai ki East ki tarf Padhne Waale students jaldi hi padhai me concentrate kar paate hai. Jabki sasbse jyaada Harmful West aur South ki tarf padhne se hota hai.isliye hamesha East( poorv) ki tarf padhe. Aap Kabhi bhi West ya south ki tarf na pade behtar padhai ke liye aap poorv ki tarf padhe

Padhai me man kaise lagaye. padhai me kaise conctrate kare

Chair par baithkar padhe
Chair Par baithkar padhe isse aap padhai par jaldi hi concentrate kar payenge. kabhi bhi Bed par baithkar ya sokar na padhe isse aapka nuksan hi hoga aur aapkaa man padhai me nhi lgega. isliye aap hamesha chair par baithkar padhe. agra aapke pass Wood(lakri)  ke chair ho to aur bhi accha hoga but phir bhi agar nhi hai to aap kisi bhi chair par padhe. Padhai me man kaise lagaye. padhai me kaise conctrate kare

Puri neend le
aksar hum kahibhi sunte ya padhe hai ki Exam ke time puri neend leni chaiye but ye galat hai sif exam ke time par hi nhi aap regular time par soye aur time par uthe. puri neend le. kyuki agar aap puri neend lenge to aap full day active feel karenge nhi to full day nend ayegi. but puri neend sone ka matlab ye nhi ki aap late tak sote rahe. aap jaldi soye aur jaldi uthe agar aap morning me 6:00 AM ko uthenge to accha hoga. Padhai me man kaise lagaye. padhai me kaise conctrate kare

Motivational stories aur video padhe aur dekhe
Most of Important for studying Ki Motivation jaruri hai agar aap motivate rahenge to Aapka concentration level ucha rahega.Ho sake to aap motivational video download kare ya Koi story padhe motivation ki aur ha ek baat ki aap jis bhi person ki motivation story padhte ya video dekhte ho. us person ki Koi best quotes Apne pass apne notebook me note kar le.Aap Sandeep Maheswari ya Rajesh Agrwaal jaise person ke videos dekh sakte hai. behtar hoga ki aap Sandeep Maheswari ke video dekhe kyuki Sandeep Maheswari kaafi young Age me best bate bolte hai Really he is great person. isliye accha hoga ki aap Sandeep Maheswari ke videos dekhe.
Padhai me man kaise lagaye. padhai me kaise conctrate kare
Non-veg na khaye
Non-veg khane se Dimag me ek aisaa Radiation paida hota hai ki Hame apne aap gussa aata hai aur hum bina baat ke kisi se bhi larne lagte hai Aur larai ke chakkar me hum apni padhai bhul jaate hai. Non-veg ka dusre tarike se Harm ye hai ki Student jab ye khaate hai to iska asar tab tak rahta hai jab tak aap bath ni kar lete aur jab aap Non-veg khate hai to Radiation ke karan padhai me dhyan nhi jaata aur man me bekar vichar aate hai. Padhai me man kaise lagaye. padhai me kaise conctrate kare

Morning me padhe
Morning me jab aap padhte hai to aap Fresh feel karte hai aur Morning me Air bhi acchi rahti hai. Science ke hisab se Morning Time Man me hamesha acche khyal aate hai. Aap 6:15 AM me padhenge to accha hoga But try kare isse bhi pahle padhe jaise 4:30 AM Morning me Kyuki Us time aapko koi tang bhi nhi karega. kyuki Morning me hi Hame Positive thinking aate hai aur negaive thinking kaam nhi karte hai.
.

Agar aapko ye post pasand aaye to Hame bataye comment karke.agar aapko koi suggestion dena ho to mypakoli@gmail.com par ek bar email kare. behtar subhidha ke liye hum agle 2 month me Customer care no publish karenge. jisse aapko asani ho. Hum hamesha khosis karte hai ki Blog ko kaise easy banaye taaki Aapko subidha  ho. Thanx