How to install viglink

Saturday, August 6, 2016

Apne Andorid Smartphone ki speed Kaise Badhaye

APNE ANDORID SMARTPHONE KI SPEED KAISE BADHAYE FULLY GUIDE

`Hi friends Mai Samrat Raj Aapko aaj btaunga ki aap apne andorid smartphone ki speed kaise badha  sakte hai.
Aaj hum apne Laghvagh Kuch chizo ke liye smatphones aur Computers par nirbhar hai. isliye aaj aap jannege kaise apne andorid Smartphone kis speed badhaye.agar aapko niche diye gaye jankari se santust nhi hai aur Aapka phone ki speed phir bi nhi badh rhi hai too Niche comment kare ya Email kare mypakoli@gmail.com par aapki problem hum slove karnge.

RAM PAR NIRBHAR SMARTPHONE
Andorid smartphone ki sabse main chiz hoti hai ram. agar aapko apne smartphone  ki speed badhani hai to apne ram ke hisab se phone me applications Install kare. Jaise Aapne UC Browser Ko apne smartphone me Install kiya to UC BROWSER ki Size 15 MB hai laghvagh Par yee jab phone me install hoti hai to 75 MB ki hoo jati hai. isliye  aap sbhi apps ki size ko apne settings me  dekh lee ki woo kitna bada hai. As like agar aapke smartphone me RAM 512 MB hai to isme Aap 425 MB Tak ke size ke app hi Intsall kare.aapko jis bhi app ka kaam nhi hai usse defenitely delte kar dee Tabhi Aap smartphone ka asli maza lee payenge.

Browsers History Delete karke Speed badhaye
Hum jis bhi browseer me Internet Par surf karte hai usme uss Websites ki History Save ho jaati hai. Isliye apne Browser ki History delete karte rahiye. isse aapki kuch speed badh sakti hai Par phir bhi aapko isse problem hai too aap history nahi bhi dlete  kar sakte hai. kyuki isse kuch speed hi badhegi jaaise 0.05% too agar aapke liye history important hai too usse mt delete kare.

Junks ko Security apps se delete Kare
Juncks  bhi bahut important hoti hai Smartphone ke liye.Jab tak aapke  phone me juncks rahenge aapka phone slow hoga hi. Aap apne smartphone par 360  SECURITY, CLEAN MASTER me se koi ek app install kar lee aur usse Aap Juncks mita sakte hai. aur iski ek  aur Benifits hai inn Apps se Aap apne smartphone ko boost kar sakte hai. boost karne see aapka ram kuch der ke liye free ho sakta hai. aur isse kuch der ke liye aapki speed badh sakti hai.

Apps ko update rakhe
APPS update karne ke bahut fayede hai isse aapke apps me naye features bhi jurate hai.Aap samay-samay par apne andorid apps ko update kare yaad rahe update sirf Google play store se hi kare. Agar aap Apps ko 9apps, moboginie jaise chizo se update karenge to apps aur bhi purani ho jayegi aur version Low bhi ho sakta hai jaise aapke app ka version 5.1 hai to 9app se update karne par ye 2.1 ho jayegi. Isliye hamesha Google play store se hi apps ko update kaare.